By Vutukuri Deepika
Yaad hai hamari pheli mulaqat,
Kaise chamak ne lagi gagan,
Tumhara ane se jaise Chand sitare sharmane lagi thi aur mai pagal ki tarah….,
Ardh Chandra se pournami Tak wo khubsurat safar,
Safar ka phal kitna bhi meetha kyu na ho par tumhare aage kuch bhi nahi,
Tera yu mujh mein khojana,
Mera yu tera naam ki mala japna,
Kitna adbhut tha ekudm kahaniyon jaisi,
Achanak Aisa kyu hua?,
Shayad badalte waqt ko rang badalne ka bahut dilzasbi hai tabhi tum chakori pakshiyon ko chod ke dur chala gaya,
Jaise Chandra ma din bar din kaam hota ja raha hai,
Waise hi tera pyaar hai,
Bhul gaya tune Tera wada,
Amavasya ki raat ka chand bangayi hu tumhare zindagi mein Mai,
Aisa kya gunaha hogaya ki bichad gaye bewajaha Bina watalab kare,
Tere pyaar mein chakori milon dur se tera intezaar karte jal Tak nhi chuwa,
Tere pyaar phir se Chandra ki pournami hogi aasha hai,
Magar iss baar sury ki tarah stir hona jaruri hai nhi toh Mai mar jaungi,
Tune kyu kabhi mere baare mein nhi socha?,
Mithgayi thi Mai khogayi apni astitv ,
Tumhare pyaar ke chakravaat mein,
Mat do mujhe aisi peeda sau baar marungi tere liye,
Lekin ek baar bhi judaai nhi seha sakti hu,
Aakash mein sudne se chakori chand ko na chusaki na pa saki,
Mai tere Dil ko nhi pighal payi kya?,
Nahi na, phir kyu mili aisi saza kyu itna katoor tha ye halat?.
By Vutukuri Deepika
Nice
Nice
Great
Nice comparison
Good and very nice