By Bhavya Jain
Theme= A boy is in love with a girl whom he sees now almost everywhere , but the twist is he is not sure if she is a real human being or his hallucination , he can also see her in the skies like a fairy …..He is asking to the girl herself …..
= aasmaan mein kya hua, aasmaan mein kya hua..
tum jo mile toh yeh shabnam gire, hone laga kya mai jaanu,
kho sa gya hun tumhe dekhke , khudko mai kaise pehchanu mere yaar..
aasmaan mein kya hua!!
kya ho tum ek pari , ya koi alag sachchai ho tum,
kya ho tum asli , ya mera sapna anokha sa ho tum,
kya ho meri ek kadi , ya us aasmaan mein koi gadbadi!!
yara sachai tu na hi bata , seh bhi na shayad paaunga,
mujhme tu bas aise ghul ja , tujhe mein jeevan jee lunga mere yaar!!.....
asmaan mein kya hua , aasmaan mein kya hua!!
By Bhavya Jain
Totally wonderful 🎉
Nice 👌👌
Nice!!
Very nice!!
Exceptionally well-crafted!